2 Line Namaz Quotes in Urdu Short Namaz Shayari
2 Line Namaz Quotes in Urdu Short Namaz Shayari
نمازوں کو پڑھنے میں نمازی دیر کرتے ہیں
تبھی انصاف کرنے میں قاضی دیر کرتے ہیں
Namazo ko parhnay mein namazi der karte hain
Tabhi insaaf karne mein qazi der karte hain
آئی ظہر تو تجھے کام میں الجھا دیا
بے نمازی بنا کر کتنا تجھے پھنسا دیا
Ai Zohar toh tujhe kaam mein uljha diya
Be-namazi bana kar kitna tujhe phansa diya
فرشتے رزق لاتے ہیں فجر میں اٹھنے والوں کا
مگر اٹھنے کو تو ہم صبح میں ہی دیر کرتے ہیں
Farishtay rizq late hain Fajr mein uthnay walon ka
Magar uthnay ko toh hum Subah mein hi der karte hain
وہ اپنے ہاتھ پھیلاتے ہیں انسانوں کے آگے
مگر اللہ سے لینے میں اکثردیر کرتے ہیں
Woh apne haath phailatay hain insano ke aage
Magar Allah se lene mein aksar der karte hain
جو چاہیں ہم دعا سے وہ ہمیں مل ہی جاتا ہے
دعائیں مانگنے میں رب سے ہم ہی دیر کر تے ہیں
Jo chahein hum duaa se woh humein mil hi jaata hai
Duaain maangnay mein Rab se hum hi der karte hain
پلے گا تیرا گھر نماز کے بعد بھی
ملے گا رزق تجھے نماز کے بعد بھی
Play ga tera ghar namaz ke baad bhi
Milega rizq tujhe namaz ke baad bhi
تہجد کی توفیق بھی انہیں کو ملتی ہے
جن لوگوں نے رب کو راضی کرنا ہوتا ہے
Tahajjud ki toufeeq bhi unhein ko milti hai
Jin logon ne Rab ko raazi karna hota hai
تہجد بڑی لاڈلی عبادت ہے
اپنی بات منوا کر ہی دم لیتی ہے
Tahajjud badi laadli ibadat hai
Apni baat manwa kar hi dam lete hain
تہجد کا سجدہ ہو اور اللہ نہ ملے
ایسا ممکن ہی نہیں
Tahajjud ka sajdah ho aur Allah na mile
Aisa mumkin hi nahin
وہ دکھ جو رات بھر سونے نہیں دیتے
ان کا مرہم تحجت میں موجود ہے
Woh dukh jo raat bhar sone nahin dete
Unka marham Tahajjud mein maujood hai
تہجد کی نماز میں آنکھ سے گرنے والے آنسوں
اکثر دعاؤں کی قبولیت کا وسیلہ بن جاتے ہیں
Tahajjud mein aankh se girne walay aansoo
Aksar duaon ki qabooliyat ka wasila ban jaate hain
تہجد کی نماز واحد نماز ہے جو موذن کی
نہیں دل کی اواز پر پڑھی جاتی ہے
Tahajjud ki namaz wahid namaz hai jo muazzin ki
Nahin dil ki awaz par parhi jaati hai
تہجد میں مانگی گئی دعا ایسا تیر ہے
جس کا نشانہ کبھی خطا نہیں ہوتا
Tahajjud mein mangi gayi dua aisa teer hai
Jiska nishana kabhi khata nahin hota
رات کے آخری پہر میں اٹھ کر
رب کو راضی کرنا عشق ہے
Raat ke aakhri pehar mein uth kar
Rab ko raazi karna ishq hai
تہجد پڑھا کرو کوئی ملے یہ نہ ملے
لیکن رب ضرور مل جائے گا
Tahajjud parha karo koi mile yeh na mile
Lekin Rab zaroor mil jaayega
تہجد کی توفیق بھی انہیں کو ملتی ہے جن
لوگوں نے اپنے رب کو راضی کرنا ہوتا ہے
Tahajjud ki toufeeq bhi unhein ko milti hai jin
Logon ne apne Rab ko raazi karna hota hai
تہجد ہر اس شخص کے لے تحفہ ہے
جو اللہ سے سچی محبت کرتا ہے
Tahajjud har us shakhs ke liye tohfa hai
Jo Allah se sacchi mohabbat karta hai
پتہ ہے محبت کیا ہے ؟
نماز سے کسی کو تہجد پر لے جانا
Pata hai mohabbat kya hai?
Namaz se kisi ko Tahajjud par le jaana
نماز کا وقت روٹھے رب
کو منانے کا وقت ہوتا ہے
Namaz ka waqt roothe Rab ko
Ko manane ka waqt hota hai
اپنے بندے سے ملاقات کے لے
وقت تہجد اللہ پہلے آسماں پر آتا ہے
Apne bande se mulaqat ke liye
Waqt Tahajjud Allah pehle aasmaan par aata hai
تہجد کے وقت اگر آنکھ کھلے تو
سمجھ لو آسماں سے بلاوا آیا ہے
Tahajjud ke waqt agar aankh khule toh
Samajh lo aasmaan se bulaawa aaya hai
گزر گئی نماز فجر اور تو سوتا رہا
قیمتی وقت کو خوابوں میں کھوتا رہا
Guzar gayi namaz Fajr aur tu sota raha
Qeemti waqt ko khwaabon mein khota raha
صبح نمودار ہوی پر تو بیدار نہ ہوا
عمر بھر سو کر بھی تو بیزار نہ ہوا
Subah numoodaar hui par tu bezaar nah hua
Umra bhar so kar bhi tu bezar nah hua
دیکھ آگئی نماز عصر توانائی لے کر
قوت ہے اس میں تو اس کو ادا کر
Dekh aayi namaz Asr towaanai le kar
Quwwat hai us mein toh us ko ada kar
تندرستی ہے آج تو یہ شکر ادا کر
بدن کو اپنے سجدوں کی لزت دیا کر
Tandrusti hai aaj toh yeh shukr ada kar
Badan ko apne sajdoo ki lazat diya kar
چل دیا آفتاب اب غروب ہونے کو
نماز مغرب ہے اب شروع ہونے کو
Chal diya aftab ab ghuroob hone ko
Namaz Maghrib hai ab shuru hone ko
ختم ہو گیا زندگی کا ایک اور دن
چلا گیا یہ بھی ہاتھ سے تیرے نیکی بن
Khatam ho gaya zindagi ka ek aur din
Chala gaya yeh bhi haath se tere neki ban
اب تجھے چاہیے راحت سونے سے پہلے
عشاء پڑھ لے اپنی زندگی کھونے سے پہلے
Ab tujhe chahiye raahat sone se pehle
Isha parh le apni zindagi khone se pehle
پائے گا سکون تو اللہ کے ذکر میں
ملے گا دل کو تیرے قرار اس کی فکر میں
Payega sukoon toh Allah ke zikr mein
Milega dil ko tere qaraar us ki fikr mein
توفیق نہ ہوئی مجھے ایک وقت کی نماز کی
اور چپ ہو گیا موزن آذان کہتے کہتے
Toufeeq nah hui mujhe ek waqt ki namaz ki
Aur chup ho gaya moazzin azaan kehte kehte
کی محمّد سے وفا تو نے ہم تیرے ہےیہ جہاں چیز ہے کیا لوح و قلم تیرے ہےmuhammad ke prati aapakee vaphaadaaree aapakee haiye kahaan kee baat hai, pen taibalet tumhaara hai kya?
2 Line Namaz Quotes in Urdu Short Namaz Shayari
2 Line Namaz Quotes in Urdu Short Namaz Shayari
namaz quotes,islamic quotes about namaz in urdu,islamic quotes in urdu,namaz quotes in urdu,namaz,quotes in urdu,quotes,quotes about namaz,namaz urdu quotes,urdu quotes namaz,quotes about namaz in urdu two lines,islamic quotes,quotes of namaz,islamic quotes about namaz,namaz quotes in urdu written,best islamic quotes in urdu,best quotes about namaz in urdu,namaz quotes in urdu copy paste,heart touching quotes in urdu,urdu quotes,namaz in urdu quotes
2 Line Namaz Quotes in Urdu Short Namaz Shayari 2 Line Namaz Quotes in Urdu Short Namaz Shayari